BigDataKB.com Jobs | Best Job Search Website | Made in The Great Bharat

bigdatakb.com

Before u proceed below to check the jobs/CVs, please select your favorite job categories, whose top job alerts you want in your email & Subscribe to our Email Job Alert Service For FREE

 

Raam Raam Brothers/Sisters, Please use the links below and search for the most relevant jobs for you. Please feel free to ask your queries using the comment box below…

421 COMMENTS

  1. Sir currently working as a AUTOMATION test engineer (MNC service based). No guidance from seniors and about to complete 1 year here . Don’t know about future. Career after gap 2 year.

  2. Sir, I am a CA, CPA. I want to do a masters in Business Analytics from a top university. The colleges require candidates with a good quantitative background like Economics, Engg. or Statistics. As my UG degree is in Commerce, I am lagging behind. I wanted to do some online courses to help my college application. I came across a course on UpGrad offered by Caltech. But the fees is very high, around 2.5 Lakhs. I am a reluctant to take this as it is a hige investment. Please help.

  3. Namaste Rakesh Bhaiya Ji. Mera naam Rakesh hai and my age is 30. Mai ludhiana se hu. Mai online teach karta hu aur Rs. 5000 kama leta hu Math, Hindi aur Sanskrit padha ke, Kuch din pehle hi apke Youtube channel ke bare me pata chala jab data science ke bare me khoj rha tha. Mai apni query detail me likh rha hu kyuki mai form nahi bhar paya data science career prediction me jisme apna time of birth bharna tha vo mujhe accurate malum nahi.

    My Educational Qualification:
    B.Sc (PCM), 2014
    M.Sc Physics, 2016
    (Sath me 9th 10th bacho ko tution deta tha)

    M.Sc karne ke baad 2016 CSIR-UGC NET aur GATE paper ki tyari karne laga PhD karne ke liye. 2017 me ek school me kaam kiya 3 mahine (April to June) padha ke chod diya beizzat hoke kyuki class nhi sambhal paya iske karan. tab se school job se se door rha. heen bhawna leke baith gya ki mai introvert hu nahi kar paunga. Shayad mera communication skills acha nahi tha. B.Ed bhi nahi ki kyuki mai koi degree nahi karna chahta tha aur paise waste nahi karne the papa ke. (isi vajah se aur kisi school me job nahi mil rhi thi kahi aajtak ek hi mili bas vo bhi chod di.)

    so, mai June 2017 me delhi chala gya NET Gate ki coahing lene. Dec 2017 me vapas a gya ghar. Kafi karcha hua socha PhD entrance nikal lunga lekin nhi nikla. 2018 se 2022 yani yehi february me isi ki tyari karta rha. Aur ab jake ankhien khuli ki maine kitna time waste kar diya in exam ke chakkar me. Maine kabhi Government JOb ki tayri bhi nahi ki. Kyuki kisi science vali technical vali line me jana chah rha tha.

    Halanki ki 2020 lockdown me Vedic Math seekha course kiya certificate liya. Aur seekhane laga online ek bache ko. Rs. 500 per class leta tha aur aaj usi 9-10 saal ke bache ko jo US me rehta hai use Math, Hindi aur sanskrit seekhane laga aur aaj usi se Jan 2022 Rs.5000 kama leta hu mahina. ek aur dost tha jo web developer hai aur mujhe Content wrtintg ka chota mota kaam de deta jo mai MS Word pe karta aur 200-300 karke kama leta jis se aage jake excel aur python ka course liya Udemy se november 2021 me. Python sirf o sirf Data Scientist banane ke liye liya ki yaha jaruri hai aur ye thoda bhut physics me bhi kaam a jata hai agar aap Phd kar rhe hai joki mai aab nahi karuga. Stock Market ka course bhi kisi app se liye liya taki financial freedom kasie bane seekh saku.

    kyuki 2021 me socha ki Data Science me try karte hai. Dream tha a ki scientist banana tha to physics vala line nahi to data/computer vali line hi sahi.

    aab last month se daba ke research kar rha hu data science ke course ke baare me. jobs ke baare me. confused ho gya hu. Excel aur python sath ke sath chal rha hai seekh rha hu. March me khatam karne ka target hai.

    aab kaam to karna hai kamana bhi hai family responsibility bhi lena hai aur itna kuch padha hai uska use bhi to karna hai to mai aab age kya karu kaha se shuru karu ???
    Mujhe aab kaam karna hai permanent job leni hai bas.
    filhaal mai Rs. 5000 kama rha hu mahina aur content writing band kardi hai.
    Abhi Excel aur Python pe poora zor hai seekhne me.
    aab aap bata dijiye help kijiye ki mai apne kasie barbaad hone se bachau aur Data Science ki filed me aage bhad saku. Mai to Google Data Analytics ka course lene vala tha lekin nahi liya apki video dekh ke.

    In nut shell, i want to know about how a physics student comes in data science, how to improve my communication skills and fear of speaking in front of people. And apne dimaag ko kasie shant rakhu stress me rehta hu hamesha career zindagi ko leke.

    • bhai aap jaldi se Sunday ka fast start kar do aur evening me jarooratmando ko apne hisse ka khana khilao, kutton ko parle g biscuit khilao…, daily 15 min bhagwan ke samne baithkar gayatri mantra ka jap karo din bhar me 21 bar bajrang ban ka path karo.. sab theek ho jayega.. jahan tak job ki baat hai merko batao kya aap MIS executive/Back office executive ke job karoge jo excel ke basis pe mil jata hai… ? Or python me hi job chahiye ?

    • Bhaiya ji mai data science ki filed me hi jana chahta hu. Mera target hai ki march me python course karke job me entry maru.
      Akele python se job lag jaayega ye nahi malum but agar lagta hai to mai isi se job me entry karna chahuga. Taki job ke sath sath data science ke baki concepts seekh lu like Statistics, ML, DL etc…

      MIS Executive ke bare me to aap ke madhyam se hi pata chala. ki aisa bhi kuch job hota hai. Excel course se aise job mil sakti hai koi to mai ye bhi consider kar lunga. Aap aur bata dijiye if it helps me or not.

      Lekin banana Data Scientist hi hai. Usi ke liye python liya tha. Udemy pe jab course dekh rha tha to python vale course me description me data science padha to vahi dekh ke khareed liya tha. To Data Science me hi jana hai.
      Mere course ka naam ye hai. “100 days of code: The Complete Python Pro Bootcamp for 2022 (By Dr. Angela Yu)
      Excel vala basics to advance hai by Kyle Pew.

      Maine suna hai ki Data Science me story telling hota hai data ko dekh ke, clean karke to ye seekhna hai. Mai apni communication skill pe bhi kaam karna hai taki fear hata saku man se.
      aur data science me paisa bhi acha hai to ye hi batao. Roadmap kya hona chaiye for physicist like me.

      Thansk for replying bahiya ji. Bajrang Baan to mai already shuru kar chuka hu isi last mahine se. Kutton ko roti biscuit bhi khilata hu. apne baki jo bataya vo bhi shuru karuga ab.

      bas apka dhanyawaad ki aapki vajah se mere pasie bach gye nahi to aur courses leke fas jata.

  4. Sir I have done BCA 2014, M.SC computer science 2016 after that due to some personal problem couldn’t start my career. So having gap year of 6yr. So much interested in data analyst field. Also started learning about it.
    Will I be able to get opportunity IN this field as fresher with no experience.
    How can I find it? What can help me to get my first job in this field?
    Please please help

  5. i am bsc maths graduate(completed in 2021) i want to make my career in data science so what to do master or certification in data science?

  6. Sir 5 months ka gap ho chuka hai network Analyst k baad. Ab jaldi job join kar lu kam package p as a data analyst ya ache se preparation kar k ache package p achi company koi join kru? Please help. Experience letter ko edit kar sakta hu, verify to nhi hota hoga? HCl Technologies m job kiya hu 10 months but 3rd party k through and 3rd party hi experience letter di hai.

  7. sir 2015 passout b.tech electrical.. no job experiemce. mera bhai accenture m h sql m kaam krta h wo. energy sector data analyst m interested hu.. kaise aagey bdhu??

  8. Sir I have become top rate data analyst on Upwork using your guidance. I had taken astrology services. First one was mine, I have you remember. Shalom!

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here